Maa’s Magic
कढ़ाही गरम हो रही है…
Maa’s Magic
कढ़ाही गरम हो रही है…
Hamari home chefs
Har home chef ko hum personally jaake, unki rasoi mein baith ke, unka khana kha chuke hain. FSSAI registration, kitchen hygiene, aur sabse important — “kya aap apne bachche ko ye khilayengi?” — jiska jawab bina ruke “haan” ho. Bas wahi chuni jaati hain.
जिनके हाथ में माँ वाला जादू
Kya aapke haath mein bhi woh jaadu hai?
Packaging, delivery, payments — sab hum sambhalte hain. Aap bas woh karo jo aap 20 saal se kar rahi hain: pyaar se khana banao. Kamaai + izzat, dono ghar baithe.